Jurm 1990 - Download Mp3 Song

Jurm 1990
Mahesh Bhatt
Rajesh Roshan
Indeevar
Vinod Khanna, Meenakshi Sheshadri, Sangeeta Bijlani
Jab Koi Baat Bigad Jaye Lyrics
Song Title = Jab Koyi Baat Bigad Jaaye II
Movie/Album = Jurm (1990)
Singer(s) = Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Music Director(s) = Rajesh Roshan
Lyricist(s) = Indeevar
Mp3 Song Lyrics
((jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae
tum dena saath mera, o, hamnava
jab koi baat bigad jae, jab koi mushkil pad jae
tum dena saath mera, o, hamnava
na koi hai, na koi tha, zindagi me tumhare siva
tum dena saath mera, o, hamnava
tum dena saath mera, o, hamnava
ho chandni jab tak raat, deta hai har koi sath
tum magar andhero me, na chhodna mera haath

vafadari ki vo rasme, nibhaenge ham to kasme
ke ek bhi sans zindagi ki, jab tak ho apne basme

dil ko mere hua yaki, ham pahle bhi mile kahi
silsila ye sadiyo ka, koi aaj ki baat nahi

tum dena saath mera, o, hamnava..))
Posted by : {Anamika Tyagi}