Dharti 1970 - Download Mp3 Song
Dharti 1970
C.V. Sridhar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman, Balraj Sahni
Yeh Albeli Pyar Ki Raahen Lyrics
Song Title = Yeh Albeli Pyar Ki Raahen
Movie/album = Dharti (1970)
Singers = Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = C.V. Sridhar
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Ye albeli pyar ki rahe
Ye jane pahchane rashte
Kal bhi the ye nikhre nikhre
Aaj bhi hai ye haste haste
Ye albeli pyar ki rahe
Ye jane pahchane rashte
Kal bhi the ye nikhre nikhre
Aaj bhi hai ye haste haste
Ye albeli pyar ki rahe
Hum tum hone jaha jaha
Pyar bhi hoga waha waha
Kahti hai dil ki dhadkan
Hum jawa tum jawa
Hum tum hone jaha jaha
Pyar bhi hoga waha waha
Kahti hai dil ki dhadkan
Hum jawa tum jawa
Ye albeli pyar ki rahe
Ye jane pahchane rashte
Kal bhi the ye nikhre nikhre
Aaj bhi hai ye haste haste
Ye albeli pyar ki rahe
Jab tak rah dikhane wali
Teri sokh najar hai
Mere sathi mere humdam
Pyara pyara ye safar hai
Jab tak rah dikhane wali
Teri sokh najar hai
Mere sathi mere humdam
Pyara pyara ye safar hai
Ye albeli pyar ki rahe
Ye jane pahchane rashte
Kal bhi the ye nikhre nikhre
Aaj bhi hai ye haste haste
Ye albeli pyar ki rahe
Wadi wadi gulshan gulshan
Rang tere rukh saro ka
Tere hi nagme gaye
Bura buta gulzaro ka
Wadi wadi gulshan gulshan
Rang tere rukh saro ka
Tere hi nagme gaye
Bura buta gulzaro ka
Ye albeli pyar ki rahe
Ye jane pahchane rashte
Kal bhi the ye nikhre nikhre
Aaj bhi hai ye haste haste
Ye albeli pyar ki rahe
Ye jane pahchane rashte...))
Posted by : { Anamika Tyagi }