Yeh Aag Kab Bujhegi 1991 - Download Mp3 Song
Yeh Aag Kab Bujhegi 1991
Sunil Dutt
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Sunil Dutt, Rekha, Kabir Bedi, Sheeba, Shakti Kapoor
Yeh Aag Kab Bujhegi Title Lyrics
Song Title = Yeh Aag Kab Bujhegi (Title)
Movie/album = Yeh Aag Kab Bujhegi (1991)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Sunil Dutt
Mp3 Song Lyrics
((Aag jale is desh me,in
Jale aag mein desh,
Karti aayi nariya
Jiviat agani parwesh,
Bhasam huyi ma
Parwati isi aag mein jal ke
Sita ne di agani pariksha,
Angaro pe chal ke
Johar ki jawala mein dekar
Parano ki aahutiya jalkar
Rani padmini ke sang
Ho gayi kitani satiya, yug badale,
Sadiya biti, nahi shant huyi ye jawala
Vandahej ki aag
Ab isne sarvnash kar dala
Dhan ke pujariyo mein
Adharm na daya hai
Ab dulhano ka jalana
Har din ka wakiya hai
Is aag me hamara
Sukh chain jal gaya hai,
Is ke khilaf jane aawal kab uthegi,
Is ke khilaf jane aawal kab uthegi
Ye aag kab bujhegi,
Ye aag kab bujhegi,
Ye aag, ye aag
Knaya ka dan jag mein
Sabse bada kaha jaye,
Ye dan lene duniya
Babul ke dawar aaye,
Tan ke khada bhikhari
Data hai sar jhukaye,
Kab tak ye ulti ganag,
Is desh mein bahegi
Kab tak ye ulti ganag,
Is desh mein bahegi
Ye aag kab bujhegi,
Ye aag kab bujhegi
Kab bujhegi, kab bujhegi,
Ye aag, ye aag
Mamta ujad gayi hai,
Aur pyar lut gaya hai,
Babul ki hasarto ka sansar lut gaya hai,
Ek gul ke tutane se guljar lut gaya hai,
Ab jane ye kahani kis mad pe rukegi,
Ab jane ye kahani kis mad pe rukegi
Ye aag kab bujhegi, ye aag kab bujhegi
Kab bujhegi, kab bujhegi,
Ye aag, ye aag
Jhute ko dekho jhute
Aansu baha raha hai
Phere nibha na paya,
Phere laga raha hai
Jhute ko dekho jhute
Aansu baha raha hai
Phere nibha na paya,
Phere laga raha hai
Jis ko jala chuka hai,
Use phir jala raha hai
Nari janam ke li hai kab tak yuhi jalegi
Is ke khilaf jane aawaj kab uthegi
Is ke khilaf jane aawaj kab uthegi
Ye aag kab bujhegi,
Ye aag kab bujhegi,
Kab bujhegi, kab bujhegi,
Ye aag, ye aag
Jalim samaj apne rashmo riwaj dekhe
Bebas bejulm kya kya hote hai aaj dekhe
Jalim samaj apne rashmo riwaj dekhe
Bebas bejulm kya kya hote hai aaj dekhe
Kis dar jage chhupa hai
Khud ko samaj dekhe
Har roj dulhano ki kab tak bali chadegi
Is ke khilaf jane aawal kab uthegi
Ye aag kab bujhegi,
Ye aag kab bujhegi,
Kab bujhegi, kab bujhegi,
Ye aag, ye aag
Aansu bahayege jab,
Aansu rulane wale
Julamo mein khud girege,
Jab julam dhane wale
Aansu bahayege jab,
Aansu rulane wale
Julamo mein khud girege,
Jab julam dhane wale
Jayege jab jalaye, nari jalane wale
Jayege jab jalaye, nari jalane wale
Ye ag aag se khud jab intkam legi
Iske khilaf sab ki aawaj jab uthegi
Ye aag kab bujhegi, ye aag kab bujhegi,
Ye aag kab bujhegi, ye aag kab bujhegi,
Kab bujhegi, kab bujhegi,
Kab bujhegi, kab bujhegi
Kab bujhegi, kab bujhegi,
Kab bujhegi, kab bujhegi
Kab bujhegi, kab bujhegi,
Ye aag, ye aag.))
Posted by : {Anamika Tyagi}