Sarkar 1951 - Download Mp3 Song
Sarkar 1951
K Amarnath
None
Qamar Jalalabadi
Ajit, Usha Kiran
Ye Jaadugarni Aayi Hai Lyrics
Song Title = Ye Jaadugarni Aayi Hai
Movie/album = Sarkar (1951)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = None
Director = K. Amarnath
Mp3 Songs Lyrics
((Arre khol darwaaza arri kaun hai tu
Main main raani kalkatte waali
Mera vachan naa jaaye khaali
Munh ki gori dil ki kaali
Sabko naach nachaane waali
Waah ta dhik dha
Ta dhik dha ta dhik dha
Tik tik thai tik tik thai
Tik tik thai thai thai thai
Ye jaadugarni aayi hai
Desh bangaal se
Ye jaadugarni aayi hai
Desh bangaal se
Dekho ji kya kya laayi hai
Desh bangaal se
Ari koi jaadu tonaa
Bhi jaanti hai
Jaadu tunaa sab kuchh jaane
Jaadu ki maharani
Ye jaadu ki maharani
Alladin ki main ustaani
Bhoot prêt ki naani
Alladin ki main ustaani
Bhoot prêt ki naani
Dekh meri karamat
Dekh meri karamat
Dekh meri karamat
Aingan baingan tali talaingan
Tir tir baingan
Phit phit paingan
Chhurlpi chhurlpi chhurlpi
Ye kaala jaadu
Sikha hai maine naintaal se
Ye kaala jaadu
Sikha hai maine naintaal se
Ye jaadugarni
Aayi hai desh bangaal se
Hahaha
Kyon ji
Koi gande taaviz bhi jaanti ho
Arre gande taaviz to
Hain puraani baaten
Mere paas nayi karamaten
Achhaa kya hain wo karamaten
Mere paas hain koh kaaf ke pede
Hosh bhulaa doon tere hain
Haan
Jo koi mere pede khaaye
Pahunche wo koh kaaf
Pahunche wo koh kaaf
Dekhe pariyon ke wo naach
Aur pariyon ka wo naach jo dekhe
Hogi tabiyat saaf
O raja hogi tabiyat saaf
O raja hogi tabiyat saaf
O raja hogi tabiyat saaf
Dekh re jhaansam sabko phaansam
Satyanasam satyanasam
Satyanasam duniya mein koi
Bach na sakegaa mere jaal se
Duniya mein koi chhurlpi
Duniya mein koi urlpi
Duniya mein koi
Bach na sakegaa mere jaal se
Ye jaadugarni
Aayi hai desh bangaal se
Ye jaadugarni
Aayi hai desh bangaal se..))
Posted by : {Ritu Kesharwani}