Aakhree Raasta 1986 - Download Mp3 Song
Aakhree Raasta 1986
K. Bhagyaraj
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Amitabh Bachchan, Sridevi, Jayaprada
Tune Mera Doodh Piya Hai Lyrics
Song Lyrics Title = Tune mera doodh piya hai
Song Lyrics Movie = Aakhree Raasta 1986
Singers = Mohammed Aziz, S. Janaki
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant, Pyarelal
Director = K. Bhagyaraja
Music Label = T-Series
Starring = Amitabh Bachchan, Sridevi, Jayapradha
Release on = 2nd June, 1986
mp3 songs
Tune mera doodh piya hai..
Tu bilkul mere jaisa hai..
Tune mera doodh piya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Tune mera doodh piya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Tujh mein hai khoon mera..
Tujh mein hai khoon mera, tu bilkul mere jaisa hai
Tune mera doodh piya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Tune mera doodh piya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Tujh mein hai khoon mera, tu bilkul mere jaisa hai
Tune mera doodh piya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Maa ke laad ke tu hai kahani
Baap ke pyaar ki tu hai nishani
Hum dono ka dhyaan tu rakhna
Apne ghar ki shaan tu rakhna
Tu bete ka farz nibhana
Maa ke doodh ka karz nibhana
Tujhe maine janam diya hai..
Tujhe maine janam diya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Hai hai,..
Tera doodh aisa hai, na mera khoon aisa hai
Tera doodh aisa hai, na mera khoon aisa hai
Naa yeh tere jaisa hai, na yeh mere jaisa hai
Hai hai..
Apne bachapan ka yeh zamana, yaad tu rakhna bhool na jaana
Mere budhape ka tu sahara, meri ummedon ka tu sitara
Mere saare kaam tu karna, ooncha mera naam tu karna
Tujhe mera naam mila hai..
Tujhe mera naam mila hai, tu bilkul mere jaisa hai
Tune mera doodh piya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Tujh mein hai khoon mera, tu bilkul mere jaisa hai
Tune mera doodh piya hai, tu bilkul mere jaisa hai
Pariyon ki hogi woh sehzaadi, jis se karoonga main teri shaadi
Doli bahu ka laoonga main, jhoom ke nachoon gaoonga main
Tujhe bana ke darpan apna, maine dekha tha yeh sapna
Mera sapna toot gaya hai, naseeba mera aiss hai
Tu jiye hazaron saal..
Tu jiye hazaron saal, nahi parwah tu kaisa hai
Hai hai..
Tu jiye hazaron saal, nahi parwah tu kaisa hai..
Posted by : {Anamika Tyagi}