Khazanchi 1958 - Download Mp3 Song

Khazanchi 1958
Prem Narayan Arora
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Balraj Sahni Shyama, Rajendra Kumar, Keshto Mukherjee, Helen, Rajan Haksar, Chit
Tum Samne Aakar Jis Dam Lyrics
Song Title = Tum Samne Aakar Jis Dam
Movie/album = Khazanchi (1958)
Singers = Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Prem Narayan Arora
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Tum saamne aakar jis dum
Jalwa sa dikha jaate ho
Kuchh tum ko khabar hai dil mein
Ik aag laga jaate ho
Tum haath pakad kar mera
Jab pyaar jata jaate ho
Ik dard mita dete ho
Ik dard badha jaate ho
Jo door rahe dil baithe
Paas aaye to zaalim dhadke
Jo door rahe dil baithe
Paas aaye to zaalim dhadke
Shola to nazar na aaye
Aur aag si dil mein bhadke
Dum bhar ke liye kyun aa kar
Yeh aag bujha jaate ho
Ik dard mita dete ho
Ik dard badha jaate ho
Tum saamne aakar jis dum
Jalwa sa dikha jaate ho
Kuchh tum ko khabar hai dil mein
Ik aag laga jaate ho
Iss pyaar ne kab se dil ko
Deewana bana rakha hai
Iss pyaar ne kab se dil ko
Deewana bana rakha hai
Duniya to hai duniya
Khud se begana bana rakha hai
Tum apne siwa duniya ki
Har cheez bhula jaate ho
Ik dard mita dete ho
Ik dard badha jaate ho
Tum saamne aakar jis dum
Jalwa sa dikha jaate ho
Kuchh tum ko khabar hai dil mein
Ik aag laga jaate ho
Kab tak yeh bichhad kar milna
Mil mil ke bichhadte rehna
Kab tak yeh bichhad kar milna
Mil mil ke bichhadte rehna
Jo tum ne kaha hai hum se
Hum ko bhi wohi hai kehna
Do chaar ghadi milte ho
Aur hosh uda jaate ho
Ik dard mita dete ho
Ik dard badha jaate ho
Tum saamne aa kar jis dum
Jalwa sa dikha jaate ho
Kuchh tum ko khabar hai dil mein
Ik aag laga jaate ho...))
Posted by : {Anamika Tyagi}