Goonj Uthi Shehnai 1959 - Download Mp3 Song
Goonj Uthi Shehnai 1959
Vijay Bhatt
Vasant Desai
Bharat Vyas
Rajendra Kumar, Ameeta, Anita Guha
Teri Shehnai Bole Lyrics
Song Lyrics = Teri Shehnai Bole
Movie or Album =Goonj Uthi Shehnai 1959
Singer(s) =Lata Mangeshkar, Mohammad Rafi
Song Lyricists = Bharat Vyas
Music Composer = Vasant Desai
Director = Vijay Bhatt
Mp3 Song Lyrics
((o o o o - (2)
teree shehanayee bole, sunake dil meraa dole
julmee kahe ko sunaye aisee tan re
badal ghir ghir aaye, papee papihara gaye
kaise bas me rahe meree jan re
aa.......
bairee banke yeh duniya khadee hai - (2)
mere panvo me bedee padee hai
kin ghadiyo me ankhiya ladee hain
baron maheene sawan kee jhadee hai
ik pal mukhada dikha ja, dil kaa dukhada mita ja
tujh bin suna suna meraa hai jahan re
teree shehanayee bole, sun ke dil meraa dole
julmee kahe ko sunaye aisee tan re
aaja kab se mai tujhko bulau - (2)
tere pyar ke sapne sajau
jiya chahe ke udd ke mai aau
piya pankh kahan se mai lau
mai yahan tu waha, bich me hai jahan
kaise pure hon abb arman re
badal ghir ghir aaye, papee papihara gaye
kaise bas me rahe meree jan re
teree shehanayee bole, sun ke dil meraa dole
julmee kahe ko sunaye aisee tan re..))
Posted by : {Anamika Tyagi}