Barood 1960 - Download Mp3 Song
Barood 1960
Aspi Irani
Mohammed Zahur Khayyam
Hasrat Jaipuri
Uma Dutt, Honey Irani, Kumkum
Teri Duniya Mein Nahin Lyrics
Song Title = Teri Duniya Mein Nahin Koi
Movie/album = Barood (1960)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Mohammed Zahur Khayyam
Director = Aspi Irani
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Teree dooniya me nahi koyi hamara apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Teree dooniya me nahi koyi hamara apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Dil ke manjar me nigahome ujale hai tere
Teri godi ke ye bacche hai jo pale hai tere
Too hi himmat de inhe chahanewale hain tere
Too hi apna le hame gate hain teree rachana
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Roj lete hain tera nam jiye jate hain
Pyas lagati hai toh aansu hi piye jate hain
Ham bure hi sahi lekin tere kehlate hain
Too daya ki hai nadi too hai kinara apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Rup lakho hain tere hu koyi majbur nahi
Koyi jarra nahi jisme ke tera nur nahi
Apne bando se kisi hal me, too dur nahi
Too dur nahi
Tune har kam jo bigada woh sanwaaa apna
Besaharo ko jara de de sahara apna, de de sahara apna
Aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye
Aaye tufan, aaye tufan jo garibo ko mitane ke liye
Aaye mushkil jo yatimo ko satane ke liye
Apne bachcho ko too aa jana bachane ke liye
Apne bachcho ko too aa jana bachane ke liye
Bachane ke liye, bachane ke liye
Apne bachcho ko too aana bachane ke liye
Apne bachcho ko too aana bachane ke liye...))
Posted by : { Anamika Tyagi }