Champakali 1957 - Download Mp3 Song
Champakali 1957
Nandlal Jaswantlal
Hemanta Kumar
Rajendra Krishan
Bharat Bhushan, Suchitra Sen, Pran
Tere Badalo Ki Khair Lyrics
Song Title = Tere Badalo Ki Khair
Movie/album = Champakali (1957)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Hemanta Kumar
Director = Nandlal Jaswantlal
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Tere badalon kii khair, tere sagaron kii khair
Mere pyaar kii, naiyaa ko bhii paanii de
Tere badalon kii khair, tere sagaron kii khair
Mere pyaar kii, naiyaa ko bhii paanii de
Tere badalon kii khair, tere sagaron kii khair
Subah savere,tuu hii bikhere, shabanam ke ye motee
Terii dayaa ke dam se, pattii pattii, muukhadaa dhotii
Subah savere,tuu hii bikhere, shabanam ke ye motee
Terii dayaa ke dam se, pattii pattii, muukhadaa dhotii
Kiye iitane kamaal, suun meraa bhii savaal
Kiye iitane kamaal, suun meraa bhii savaal
Kahaa.n jal ko chhiipaayaa, nishaanii de
Tere badalo.n kii khair, tere sagaro.n kii khair
Mere pyaar kii, naiyaa ko bhii paanii de
Tere badalo.n kii khair, tere sagaron kii khair
Ghuum rahii main nagarii nagarii, ye jholii phailaayen
Ghaayal man par phiir bhii kisii ko, raham zaraa naa aaen
Terii duniyaa me der par, nahin hai andher
Merii dag mag naiyaa ko ravaanii de
Tere badalon kii khair, tere sagaron kii khair
Mere pyaar kii naiyaa ko bhii paanii de
Tere badalon kii khair, tere sagaron kii khair
Tere hote, preet kisii kii, ye duniyaa kyon loote
Tu chaahe to patthar se bhii, jhar jhar jharanaa phoote
Main to aaee tere dvaar, merii bigadii sanvaar
Ab der naa kar zindagaanii de
Tere badalon kii khair, tere sagaron kii khair
Mere pyaar kii naiyaa ko bhii paanii de zindgani de...))
Posted by : { Anamika Tyagi }