Naatak 1976 - Download Mp3 Song
Naatak 1976
Sohanlal Kanwar
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Amar, Suraiyam Sofia, Kanwar, Pratima Devi, Shyam Kumar
Sabse Buri Sharab Hai Lyrics
Song Title = Sabse Buri Sharab Hai
Movie/album = Naatak (1976)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Sohanlal Kanwar
Mp3 Song Lyrics
((Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Mai kyu inhe pasand hu
Puchhe koi is janab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Mere bare me ye
Khayal hai janab ka
Mere bare me ye
Khayal hai janab ka
Mai ek khila hua
Phool hu gulab ka
Ho lipte hue hai
Is kadar kante
Magar gulab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Wo hai diwana jisko
Bhi mujhse pyar hai
Wo hai diwana jisko
Bhi mujhse pyar hai
Wada hai yaro mera
Koi ek bar hai
Ho kaise suna du
Aapko kisse hai kuch kharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Koi na koi ilzam mil jayega
Koi na koi ilzam mil jayega
Kahi na kahi mera
Naam mil jayega
Ho padkar fasana
Dekh lo koi kisi kitab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab
Mai kyu inhe pasand hu
Puchhe koi is janab se
Sabse buri sharab hai
Mai hu buri sharab se..))
Posted by : {Anamika Tyagi}