Mere Khwabon Mein Jo Aaye 2009 - Download Mp3 Song
Mere Khwabon Mein Jo Aaye 2009
Madhureeta Anand
Lalit Pandit
Javed Akhtar
Randeep Hooda, Raima Sen , Arbaaz Khan
Patthron Ke Bane In Shahron Lyrics
Song Title = Pathraon Ke Bane In Shahron
Movie/album = Mere Khwabon Mein Jo Aaye (2009)
Singers = Shaan
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Lalit Pandit
Director = Madhureeta Anand
Music Label = T-Series
Mp3 Song Lyrics
((Saare shehar mein kahin toh koi thikaana hoga
Jahaan kisine dil ka kehana maana hoga
Pathron ke bane inn sheharo mein, jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Jindagi ki tej inn leharon mein, khwaab theharenge apane kahaan
Pehane waqt ki janjirein, tamannaaye bebas hai saari
Hai atal jaise takdeerein, jindagi inake aage haari

Koi kise pukaare mile matlab ke log saare khokali baatein jinaki saari
Apane bhi hai paraaye magar duniya ki hai yeh raay
Khud ko dhoke mein rakhana hai samajhadaari
Pathron ke bane inn sheharo mein, jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Jindagi ki tej inn leharon mein, khwaab theharenge apane kahaan
Chaahe jitana ghamand andhere kare, ek kiran tod deti hai yeh guroor
Dhundana hoga ghum ke rasto mein, chhupake baithi wahi khushiya jaroor
Khaabon se khaali aankhein, jo hai har pal sambhaali aankhein
Jiname rehati hai khudgarji
Inn aankhon ke nagar mein, bata inn jaalimon ke ghar mein
Iss jamaane mein chalegi kya dil ki marji
Pathron ke bane inn sheharo mein, jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Jindagi ki tej inn leharon mein, khwaab theharenge apane kahaan
Pehane waqt ki janjirein, tamannaaye bebas hai saari
Hai atal jaise takdeerein, jindagi inake aage haari
Pathron ke bane inn sheharo mein, jaaye sheeshe ke sapane kahaan
Koi toh samjhaaye aise logon ko, jo aksar haalaat pe apane rote hai
Chaaron taraf deewaarein hain, toh hone do
Deewaaron mein darwaaje bhi hote hai...))
Posted By : {Anamika Tyagi}