All Rounder 1984 - Download Mp3 Song
All Rounder 1984
Mohan Kumar
Laxmikant , Pyarelal
Anand Bakshi
Kumar Gaurav. Rati Agnihotri, Vinod Mehra, Shakti Kapoor
Panch Unglion Ki Lyrics
Song Lyrics Title = Panch Unglion Ki
Song Lyrics Movie = All Rounder (1984)
Singers = Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Director = Mohan Kumar
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani
Panch unglio ki hai ye kahani, ye pahli ungli hai sabse pyari
Ye pahli ungli hai sabse pyari, deti hai, leti hai
Deti hai, leti hai, deti hai dil jab koi kawari
Isme pahne wo, pahane isme wo, isme pahne wo piya ki nishani
Panch unglio ki hai ye kahani, logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani
Kya kam hai dusari ungli ka, bhala kya kam hai dusari ungli ka
Ise lagaye mathe pe tika, ise lagaye mathe pe tika
Jab ran me utre, ran me jab utre, utre jab ran me jhansi
Ki rani, panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani
Tisari ungli se bachke rahana, tisari ungli se bachke rahana
Ab to kaha ye phir na kahana, ab to kaha ye phir na kahana
Sharam se ho gayi, sharam se haye haye, sharam se ho gayi
Mai pani pani, panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani
Is chothi ungli ka khel sara, is se kiya jata hai ishara
Is chothi ungli ka khel sara, is se kiya jata hai ishara
Aage na puchho, puchho na aage, aage na puchho to maharbani
Panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani
Baki bacha kya ye ek angutha, arey, baki bacha kya ye ek angutha
Jisko dikhaya wo humse rutha, jisko dikhaya wo humse rutha
Dushman bana haye, dushman haye haye, dushman bana pal me
Dil ka jane, panch unglio ki hai ye kahani
Logo suno suno, haye haye suno suno
Logo suno tum meri jubani, panch unglio ki hai ye kahani
Panch unglio ki hai ye kahani....))
Posted by : {Anamika Tyagi}