Namak Halaal 1982 - Download Mp3 Song

Namak Halaal 1982

Namak Halaal 1982

Prakash Mehra
Bappi Lahiri
Anjaan
Amitabh Bachchan, Smita Patil, Parveen Babi, Shashi Kapoor

album songs
Pag Ghunghroo Bandh
Singer : Kishore Kumar

Pag Ghunghroo Bandh Lyrics

Song Title = Pag Ghungroo Baandh
Movie/Album = NAMAK HALAAL
Singer(s) = Kishore Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Prakash Mehra

Mp3 Song Lyrics

((Buzurgon ne
Buzurgon ne,
farmaya ki pairon pe apne khade hoke dikhlaao
Phir yeh zamaana tumhaara hai

Zamaane ke sur taal ke saath chalte chale jaao
Phir har taraana tumhaara fasaana tumhaara hai

Arey to lo bhaiya hum
Apne pairon ke oopar khade ho gaye
Aur milali hai taal

Dabaalega daaton tale ungliyan,liyan
Yeh jahan dekhkar,dekhkar apni chaal

Wah wah wah wah
Dhanvad

Ki pag ghungrooOO
Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi -2
Aur hum naachen bin ghungroo ke
Ki pag ghungroo baandh meera naachi thi
Woh teer bhalaa, kis kaam ka hai
Jo teer nishaaane se chooke chooke chooke re!
Ki pag ghungroo.. SA re ga ma opa

Aap andar se kuch aur
Bahar se kuch aur nazar aate hain
Bakhuda shakal se to chor nazar aate hain
Umar guzari hai saari chori mein
Saare sukh chain band jurm ki tijori mein

(Aap ka to lagta hai bas yahi sapna
Ram naam japna paraya maal apna) -2
Watan ka khaaya namak to namak halaal bano
Farz imaan ki zinda yahaan misaal bano

Paraya dhan parayi naar pe nazar mat dalo
Buri aadat hai yeh aadat abhi badal dalo
Kyonke..yeh aadat to woh aag hai jo
Ik din apna ghar phoonke phoonke phoonke re!
Ki pag ghungroo..

Mausam-e-ishq mein machale huwe armaan hain hum
Dil ko lagta hai ke do jism ek jaan hai hum
Aisa lagta hai to lagne mein kuchh buraayi nahin
Dil yeh kehta hai aap apni hain paraayi nahin
Sange marmar ki hai, koi moorat ho tum
Badhi dilkash badhi, khubsoorat ho tum
Dil dil se milne ka koi mahoorat ho pyaase dilon ki zaroorat ho tum
Dil cheer ke dikhladoon maein dil mein yahin soorat haseen
Kya aapko lagta nahin hum hain mile pehle kahin


Kya desh hai kya jaat hai
Kya umra hai kya naam hai
Aji chhodhiye in baaton se humko bhala kya kaam hai
Aji suniye to
Hum aap milen to phir ho shuroo afsaane laila majnoo laila majnu ke
Ki pag ghungroo..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Pag Ghunghroo Bandh Video

Video Description :

Pag Ghunghroo Bandh download mp3 song

Recent Tags : Pag Ghunghroo Bandh Lyrics | Pag Ghunghroo Bandh Video Song | Pag Ghunghroo Bandh free play mp3 song | Pag Ghunghroo Bandh free download mp3 song | Pag Ghunghroo Bandh Full Video Song | Free Pag Ghunghroo Bandh movie songs | Pag Ghunghroo Bandh free songs | Pag Ghunghroo Bandh play online | Pag Ghunghroo Bandh free mp3 song download | Pag Ghunghroo Bandh online play Song | Pag Ghunghroo Bandh Hindi Lyrics | Pag Ghunghroo Bandh Lyrics | Pag Ghunghroo Bandh online mp3 songs | Pag Ghunghroo Bandh full songs | Pag Ghunghroo Bandh online music | Pag Ghunghroo Bandh free Video | Pag Ghunghroo Bandh online Video | Pag Ghunghroo Bandh mp3 Download | Free Download Pag Ghunghroo Bandh song