Afsar 1950 - Download Mp3 Song

Afsar 1950
Chetan Anand
Pandit Narendra Sharma
Pandit Narendra Sharma
Dev Anand, Suraiya, Kanhaiya Lal, Ruma Devi, Rashid Khan, Zohra Sehgal, Krishan
Nain Deewane Ik Nahin Mane Lyrics
Song Lyrics Title = Nain deewane ek nahi mane
Song Lyrics Movie = Afsar 1950
Singers = Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Song Lyricists = Pandit Narendra Sharma
Music Director = Sachin Dev Burman
Mp3 Song Lyrics
((Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Huye hai paraaye man haar aaye
Man ka maram jaane naa
Jaane naa maane naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane
Jaana naa jaana man hi naa jaana
Chitavan saawan banata nishaana
Kaisa nishaana kaisa nishaana
Man hi pahechaane naa
Maane naa maane naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane
Jeevan beli kare athakheli
Jeevan beli kare athakheli
Maheke man ke bakul
Preet phool phoole jhulaa jhule
Chaheke man bul bul
Maheke man ke bakul
Man kyaa jaane kyaa hoga kal
Dhaar samay ki baheti pal pal
Jeevan chanchal jeevan chanchal
Din jaake phir aaye naa
Aaye naa aaye naa
Nain deewane ek nahin maane
Kare man maani maane naa
Nain deewane..))
Posted by : {Anamika Tyagi}