Shubh Mangal Zyada Saavdhan 2020 - Download Mp3 Song

Shubh Mangal Zyada Saavdhan 2020
Hitesh Kewalya
Tanishk Bagchi, Vayu
Vayu
Ayushmann Khurrana Jitendra Kumar
Mere Liye Tum Lyrics
Song Title = Mere Liye Tum
Movie/album = Shubh Mangal Zyada Saavdhan 2020
Singers = Ayushmann Khurrana
Song Lyricists = Vayu
Music = Tanishk Bagchi, Vayu
Mp3 Song Lyrics
Teri meri aesi jud gayi kahani
Ke jud jaata jaise do nadiyo ka paani
Mujhe, aage, tere saath behna hai
Jaana tumhe to hai ye baat jaani
Ke ae jindagi kaise banti suhani
Mujhe, har pal, tere saath rehna hai
Tum kuch adhure se Hum bhi kuch aadhe
Aadha aadha hum jo dono mila de
To ban jayegi apni ek jindgani
Ye duniya mile na mile hum ko
Khushiya bhaga dengi har gam ko
Tum saath ho phir kya baaki ho
Mere liye tum, kaafi ho
Mere liye tum, kaafi ho
Mere liye tum, kaafi ho
Ek aasma ke hai hum do sitare
Ke takrate hai tutate hai bichare
Mujhe, tumse, par ye kehna hai
Chakke jo do saath chalte hai thode to
Gisne ragad ne mein chhilte hai thode
Par yun hi to katate hai kachche kinare
Ye dil jo dhala teri aadat mein
Shamil kiya hai ibadat mein
Thodi khuda se bhi maafi ho
Mere liye tum, kaafi ho
Mere liye tum, kaafi ho
Mere liye tum kaafi ho
Mere liye tum kaafi ho.