Kasam Dhande Ki 1990 - Download Mp3 Song
Kasam Dhande Ki 1990
Gautam Bhatia
Vijay
Akhtar Khalid
Master Bhagwan, Suresh Bhai, Birbal
Makhdoom Shah Baba Lyrics
Song Title = Makhdoom Shah Baba Mere
Movie/Album = Kasam Dhande Ki (1990)
Singer = Mohammed Aziz
Lyricist = Akhtar Khalid
Music Director = Vijay
Mp3 Song Lyrics
((ye hai wo darbar jo mayusho ki aas bandhaye
tode jo so bar tauba wo bhi mafi paye
makhdum shah baba mere makhdum shah baba
makhdum shah baba mere makhdum shah baba
dar pe sawali aaye madad ko aaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
makhdum shah baba mere makhdum shah baba
makhdum shah baba mere makhdum shah baba
dar pe sawali aaye madad ko aaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
sath jo mera do tak chadar jo bhi chadane aaye
shah baba ki barkat se wo sari murade paye
sath jo mera do tak chadar jo bhi chadane aaye
shah baba ki barkat se wo sari murade paye
sabke liye hai khula tera darwaja
sabke liye hai khula tera darwaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
baba teri raham dili ki jag me dhum machi hai
jinki jholi khali hai tune unki jholi bhari hai
baba teri raham dili ki jag me dhum machi hai
jinki jholi khali hai tune
unki jholi bhari hai
waliyo me bade wali hai mere baba
waliyo me bade wali hai mere baba
dar pe sawali aaye madad ko aaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
karte hai dunia me hukumat ye bambai ke badsah
rasta jo bhule hue hai unko dikhaye rashta
karte hai dunia me hukumat ye bambai ke badsah
rasta jo bhule hue hai unko dikhaye rashta
har besahare ka hai tuhi sahara
har besahare ka hai tuhi sahara
dar pe sawali aaye madad ko aaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
baba ke bachpan ka kissa tumhe sunata hu
ma ka darja kya hota hai ye batlata hu
ek rat ko maa ne uthkar bete se pani manga
baba jab uthkar pani laye to
soya hua maa ko paya
bete ne ma ko na jagaya
bete ne ma ko na jagaya
pani lekar khade rahe
maa ki subah jab aankh khuli
bete ko dekha hairat se
maa ne pucha pani lekar
kab se khada hai tu bete
aapne jab pani manga tha tab se hi baba bole
bete ki kidhmat ko dekh kar
bete ki kidhmat ko dekh kar
maa ne usko chum liya
pyar se sar pe hath rakha
or nam unhe makhrum diya
maa ki duaye lekar hi
bete ka itna nam hua
kabhi na maa ka dukhana dil
paygam yahi hai baba ka
kabhi na maa ka dukhana dil
paygam yahi hai baba ka
kabhi na maa ka dukhana dil
paygam yahi hai baba ka
dar pe sawali aaye madad ko aaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
dar pe sawali aaye madad ko aaja
dar pe sawali aaye madad ko aaja
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba
ya makhdum shah baba mere ya makhdum shah baba..))
Posted by : {Anamika Tyagi}