Uttar Dakshin 1987 - Download Mp3 Song
Uttar Dakshin 1987
Prabhat Khanna
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jackie Shroff, Rajinikanth, Anupam Kher, Madhuri Dixit, Bharathi, Lalita Pawar
Kis Naam Se Tujhko Yaad Lyrics
Song Title = Kis Naam Se Tujhko Yaad Karon
Movie/Album = Uttar Dakshin (1987)
Singers = Mohammed Aziz
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Mp3 Song Lyrics
((Haste haste kyaa hua
Kyun mujh ko rona aa gaya
Yaad bachpan ka koi
Tuta khilauna aa gaya
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hai
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hai
Main tujhase nafarat karta hoon
Main tujhase nafarat karta hoon
Lekin tujhse hi pyaar bhi hai
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hai
Tu shaad rahen abaad rahen
Tu shaad rahen abaad rahen
Lekin ye tujhako yaad rahen
Yaadon ko dil se bhula dena
Asan bhi hai dushwar bhi hai
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hai
Tum insaaf bhi hai tu katin hai
Tum insaaf bhi hai tu katin hai
Lekin kuch kahena mushkil bhi hai
Teri chalak nigaho mein
Teri chalak nigaho mein
Izhaar bhi hai inkaar bhi hai
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hai
Ye sunkar main hairaan hua
Ye sunkar main hairaan hua
Saman hua insaan hua
Har cheez jaha bikati hai
Saher mein woh bazar bhi hain
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hai
Main tujhase nafarat karta hoon
Main tujhase nafarat karta hoon
Lekin tujhse hi pyaar bhi hai
Kis naam se tujhko yaad karon
Dushaman bhi tu yaar bhi hai
Yaad karon yaad karon.....))
Posted by : {Ritu Kesharwani}