Salaakhen 1975 - Download Mp3 Song
Salaakhen 1975
A. Salaam
Bappi Lahiri
Hasan Kamal
Shashi Kapoor, Sulakshana Pandit, Mehmood
Kahe Baithe Ho Lyrics
Song Title = Kahe Baithe Ho
Movie/Album = Salaakhen (1975)
Singer = Salma Agha, Penaz Masani
Lyricist = Hasan Kamaal
Music Director = Bappi Lahiri
Film Director = Ramanand Sagar
Mp3 Song Lyrics
((rang hai berang or tar hai pasine se jagi kuch to muh se boliye
muh me juba hai ya nahi kahe baithe ho, kahe baithe ho
kahe baithe ho naina churai ke kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho, kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke kuch to bolo, kuch to bolo
nazariya milayi ke kuch to bolo nazariya milayi ke, milayi ke
kahe baithe ho naina churai ke ghor aayi ghor jawani kya hui
arey kya hui mehfilo ki mamta rani kya hui arey kya hui
aap to jadu baya mashur the aapki jadu bayani kya hui aa aa aa
kahe baithe ho, kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke kuch to bolo, kuch to bolo
nazariya milayi ke kuch to bolo nazariya milayi ke, milayi ke
kuch to bolo, kuch to bolo kuch to bolo, kuch to bolo
kahe baithe ho naina churai ke phulo ko lekar
bahro ki sawari aa gayi log ruko jara ab meri bari aa gayi
aa aa aa var karna var karna jara tum bachai ke
var karna jara tum bachai ke bachai ke, bachai ke, bachai ke
kahe baithe ho, kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke kuch to bolo, kuch to bolo
nazariya milayi ke kuch to bolo nazariya milayi ke, milayi ke
kahe baithe ho, kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
meri khamoshi nahi ikarar thi, ikarar thi dil ki dhadkan thi
mager besaj thi besaj thi sukara tha meri nazaro se koi
dundhti us ko meri awaz thi kar diya, kar diya
kar diya usne jadu sa aayi ke aayi ke, aayi ke
kahe baithe ho, kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke kuch to bolo, kuch to bolo
nazariya milayi ke kuch to bolo nazariya milayi ke, milayi ke
kahe baithe ho, kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai ke
kahe baithe ho naina churai ke kahe baithe ho naina churai ke
meri awaz jhlakata hua paimana hai mera nagama
mere mahbub ka afsana hai mere sero me mere husan ki ranai hai
mere nazaro me mere ishq ki gharai hai meri har taal me
jadu ka asar hota hai meri har rag me bas jane jigar hota hai
mere gito me, gito me gito me ha ha mere gito me bolta hai ishq
mere sanso me jagta hai ishq ishq hi ji hai or ishq hio jaa hai
meri dunia ka ishq iman hai ishq muhsa hai ishq esa hai
ishq myiyam ka paak jaliya hai ishq hai krihsan ishq ratha hai
ishq hai ram ishq sita hai ba khuda hai mera to khuda hai
tum bhi dekho, tum bhi dekho jara dil gavayi ke
tum bhi dekho jara dil gavayi ke prem bandhan me dil ko bandhai ke,
bandhai ke kahe baithe ho, kahe baithe ho kahe baithe ho naina churai
ke))
Posted by : {Anamika Tyagi}