Jhuk Gaya Aasman 1968 - Download Mp3 Song
Jhuk Gaya Aasman 1968
Lekh Tandon
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Rajendra Kumar, Saira Banu, Rajendra Nath
Kahaan Chal Diye Lyrics
Song Title = Kahaan Chal Diye
Movie/album = Jhuk Gaya Aasman (1968)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = Lekh Tandon
Mp3 Song Lyrics
((Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Hamaarii jaan jaatii hai
Adaa kahate ho tum isako
Hamaarii jaan jaatii hai
Adaa kahate ho tum isako
Bade masuum qaatil ho
Sazaa dete ho tum mujhako
Bade masuum qaatil ho
Sazaa dete ho tum mujhako
Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Khilona jan kar humdum
Mere dil ko na todo tum
Khilona jan kar humdum
Mere dil ko na todo tum
Mai rahee hu mohabbat ka
Akela abb na chhodo tum
Mai rahee hu mohabbat ka
Akela abb na chhodo tum
Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Mere dil me chale aao
Ke yeh dil bhee tumhara hai
Mere dil me chale aao
Ke yeh dil bhee tumhara hai
Tumhara pyar hee abb mere jine ka sahara hai
Tumhara pyar hee abb mere jine ka sahara hai
Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Kahan chal diye, idhar toh aao
Mere dil ko na thukrao, bholee sitam kar
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Maan bhee jao
Kahan chal diye...))
Posted By : {Anamika Tyagi}