Dulhan Ek Raat Ki 1967 - Download Mp3 Song
Dulhan Ek Raat Ki 1967
D.D. Kashyap
None
None
Dharmendra, Nutan, Johnny Walker
Kabhi Ae Haqeeqat E Muntazir Lyrics
Song Title = Kabhi Ae Haqeeqat E Muntazir
Movie/Album = DULHAN EK RAAT KI
Singer(s) = Lata Mangeshkar, Chorus
Mp3 Song Lyrics
((LATA
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar aa libaas-e-majaaz mein
CHORUS
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar aa libaas-e-majaaz mein
LATA
ke hazaaron sajade tadap rahe hain meri jabeen-e-niyaaz mein
CHORUS
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar,
LATA
na bacha-bacha ke tu rakh ise
na bacha-bacha ke tu rakh ise, tera aaeena hai vo aaeena. ...[2]
vo aaeena.
vo aaeena.
vo aaeena.
na bacha-bacha ke tu rakh ise,
CHORUS
na bacha-bacha ke tu rakh ise, tera aaeena hai vo aaeena. ...[2]
vo aaeena.
vo aaeena.
vo aaeena.
LATA
na bacha-bacha ke tu rakh ise, tera aaeena hai vo aaeena.
ke shikasta ho to azeeztar hai nigaah-e-aaiinaasaaz mein
tera aaeena hai vo aaeena.
tera aaeena hai vo aaeena.
ke shikasta ho to azeeztar hai nigaah-e-aaiinaasaaz mein
CHORUS
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar aa libaas-e-majaaz mein ....[2]
LATA
na vo ishq mein raheen garmiyaan, na vo husn mein raheen shokiyaan
CHORUS
na vo ishq mein raheen garmiyaan, na vo husn mein raheen shokiyaan
LATA
na vo ishq mein raheen garmiyaan, na vo husn mein raheen shokiyaan
shokiyaan shokiyaan shokiyaan
na vo gazanavi mein tadap rahi
na vo kham hai zulf-e-aayaaz mein
na vo gazanavi mein tadap rahi
na vo kham hai zulf-e-aayaaz mein
CHORUS
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar aa libaas-e-majaaz mein
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar,
LATA
main jo sar-ba-sajada kabhi huaa, to zameen se aane lagi sada
CHORUS
main jo sar-ba-sajada kabhi huaa, to zameen se aane lagi sada
zameen se aane lagi sada
LATA
main jo sar-ba-sajada kabhi huaa, to zameen se aane lagi sada
tera dil to hai sanam aashanaa, tujhe kya milega namaaz mein .....[2]
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar a libaas-e-majaaz mein
CHORUS
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar a libaas-e-majaaz mein
LATA
naza naza naza naza naza
ke hazaaron sajade tadap rahe hain meri jabeen-e-niyaaz mein
CHORUS
kabhi ai haqeeqat-e-muntazar, nazar a libaas-e-majaaz mein,..))
Posted by : {Anamika Tyagi}