Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988 - Download Mp3 Song
Tadap Aisi Bhi Hoti Hai 1988
None
Rahul Dev Burman
M. G. Hashmat, Raamlaxman
None
Jise Pyar Zamana Kehta Hai Lyrics
Song Title = Jise Pyar Zamana Kehta Hai
Movie/Album = Tadap Aisi Bhi Hoti Hai (1988)
Singers = Amit Kumar, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = M. G. Hashmat
Music Composer = Rahul Dev Burman
Music Label = T Series
Mp3 Song Lyrics
((Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Maine tumko tadapaya hai
Ab tadapu teri tadapan mein
Maine tumko tadapaya hai
Ab tadapu teri tadapan mein
Ehsaas se dard ubharta hun
Har saans hai dil ki dhadkan mein
Main teri wafa na samjh saki
Meri bhool hai yeh nadani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Jo kasam dilayi thi tumne
Ham usko tod na paayenge
Jo kasam dilayi thi tumne
Ham usko tod na paayenge
Ham tere hai tere dukh mein
Yeh duniya chhod ke jaayenge
Hamne tumse na milne ki
Marne tak kasam nibhani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Tum miloge mujhe phir kahi
Is aas mein ab tak jiti thi
Tum miloge mujhe phir kahi
Is aas mein ab tak jiti thi
Tere gham mein sulagti rehti thi
Aur pyaas mein aansu piti thi
Tumhe kho kar jeena mushkil hai
Mar jaane mein aasani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Yeh pyar mohabbat aur wafa
Bas thodi de ke rishte hai
Yeh pyar mohabbat aur wafa
Bas thodi de ke rishte hai
Aksar to bichhad ne ke khatir
Duniya mein musafir milte hai
Yeh kadavi haqiqat hai hamne
Nadan dil ko samjha ni hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Jab yaaad andheri raato mein
Mere dil ke taar hilati hai
Jab yaaad andheri raato mein
Mere dil ke taar hilati hai
Khamoshi mein aawaz teri
Mere kano tak aati hai
Lagat hai hamri chahat ki
Duniya se alag kahani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Haatho o lakire dekhti hun
Taqdeer ka dosh batati hun
Haatho o lakire dekhti hun
Taqdeer ka dosh batati hun
Kabnhi mein teri barbaadi ka
Khud pe ilzaam lagati hai
Jo zulm kiya maine tumne
Ab uski saza to pani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai
Main tere dard ke rishte ko
Sine se laga ke jee lungi
Main tere dard ke rishte ko
Sine se laga ke jee lungi
Chubhti saaso ki dhgo se
Dil ke tukdo ko see lungi
Ek pal ka guzarna mushkil hai
Phir bhi yeh umar bitani hai
Jo meri aankh se behta hai
Wo tere dard ka paani hai
Jise pyar zamana kehta hai
Naam uska to qurbaani hai....))
Posted by : {Anamika Tyagi}