Shikar 1968 - Download Mp3 Song
Shikar 1968
Atma Ram
Jaikishan Dayabhai Panchal
Hasrat Jaipuri
Dharmendra, Asha Parekh, Sanjeev Kumar
Jab Se Laagi Tose Nazariya Lyrics
Song Title = Jab Se Laagi Tose Nazariya
Movie/Album = Shikar (1968)
Singers = Asha Bhosle, Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal,Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Atma Ram
Mp3 Song Lyrics
((Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Nain huye dono gulabi
Chaal chalu mai jaise sharabi
Nain huye dono gulabi
Chaal chalu mai jaise sharabi
Bedh jiya ke kaise batau
Bedh jiya ke kaise batau
Padh le mora chehra kitabi
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Rang me tore mai to rang gayi
Pyar ki batiya mai samajh gayi
Rang me tore mai to rang gayi
Pyar ki batiya mai samajh gayi
Jaan le tu bhi more balam
Jaan le tu bhi more balam
Aaj mai kahe itni saj gayi
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya
Rah naveli dar mohe lage
Thaam le baiya samne aa ke
Rah naveli dar mohe lage
Thaam le baiya samne aa ke
Khoj me teri khud kho jau
Khoj me teri khud kho jau
Tu jo mile to baag ye jaage
Jabse laagi tose najariya
Nas nas me daude hai bijuriya
Aaja aaja more sawariya
Moh se sanware na bali umariya
Haye moh se sanware na bali umariya.))
Posted by : {Ritu Kesharwani}