Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai 1967 - Download Mp3 Song
Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai 1967
Naresh Saigal
Madan Mohan Kohli
Raja Mehdi Ali Khan
Mala Sinha, Dharmendra, Anoop Kumar
Ishq Daulat Se Kharida Lyrics
Song Title = Ishq Daulat Se Kharida
Movie/album = Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Raja Mehdi Ali Khan
Music Composer = Madan Mohan Kohli
Director = Naresh Saigal
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Ek aasihiq ki vo zindagi hai
Mout bhi jis pe kurban jaye
Ishq jis ki kare khud hifazat
Aise aasik ko kya mout aaye
Wafa jagirdaro ko na kangalo ko milti hai
Arey na ye goro ko milti hai
Na ye kalo ko milti hai
Mohabbat khud ba khud hoti hai
Paida ki nahi jati
Khuda ki khas me mat hai
Jo dil valo ko milti hai
Ishq daulat se
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Ye mohabbat se mohabbat se mohbabat se
Ye mohabbat se mohabbat ka hai soda pyare
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Ishq iname khuda hai yaaro
Ishq paigame wafa hai yaaro
Ishq shola bhi hai sabnam bhi
Ishq talwar bhi marham bhi hai
Ishq kasti bhi mallah bhi hai
Ishq banda bhi hai allah bhi hai
Ishq hindu na muslamano ka
Ishq ek jasba hai insaano ka
Ishq english hai na hindustani
Na ye turaki hai na ye japani
Ab kya batau pyar kaha hai kaha nahi
Hai ishq har jabaa me iski juba nahi
Iski juba nahi, iski juba nahi
Iski juba nahi
Duniya me sab se badh ke hai
Parit ki rit hindi ke ek kavi ka
Sunata hu ek geet
Jagat me prem ki jai jaikar
Jagat me prem ki jai jaikar
Lagaye prem hi beda par
Lagaye prem hi beda par
Jagat me prem ki jai jaikar
Jai jaikaar, jai jaikaar
Ho jaye kis ko ishq bharosa hai iska kya
Urdu ke ek sayare aajam ne kaha kya
Ishq par jor nahi hai ye vo aasik galib
Ye lagaye na lage or bujhye na bhujhe
Jaat paat ko prem na dekhe prem hai andha tir
Arey tulasi or kabira kah gaye
Kah gaye mohmeenmir
Ishq daulat se
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Pyar valo se ye manzer nahi dekha jata
Rind kyo hos ko sager me dubo dete hai
Kitane jalim hai jo dil tod ke khush hote hai
Toota paimana bhi dekh ke hum ro dete hai
Jarka udher garur or idher ishq ka sarur
Vo bhi nashe me chur hai hum bhi piye hue
Manzil kise milegi yahi dekhna hai ab
Hum ishq gum ka sahara liye hue
Mai to pyar ka hu matwala matwala jogi
Pyar ka hu matwala matwala jogi
Mere pyar me hai vo jogi jo kam na hogi
Mere pyar me hai vo jogi jo kam na hogi
Mai to diwana hu pyar ka
Mujhko nasha hai dildar ka
Aishe nashe me hu mai chur mai
Gum se to hu koso dur mai
Jai ho jai ho nigahe yaar ki
Jai ho jai, jai ho jai
Jai ho jai, jai ho jai
Jai ho jai nigahe yaar ki
Jai ho jai nigahe yaar ki
Jai ho jai nigahe yaar ki
Jai ho jai nigahe yaar ki
Nigahe yaar ne, aah nighe yaar ne
Jis din se pilayi hai sarab
Vo nasha, vo nasha ki mujhe pe hai chaya nahi jawab
Hai mohabbat ka
Hai mohabbat ka nasha sabse nirala pyare
Hai mohabbat ka nasha sabse nirala pyare
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Ye mohabbat se mohabbat ka soda pyare
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare
Ishq daulat se khrida nahi jata pyare..))
Posted by : { Anamika Tyagi }