Army 1996 - Download Mp3 Song

Army 1996
Raam Shetty
Anand, Milind Shrivastav
Sameer
Sridevi, Shah Rukh Khan, Harish
Ho Gayi Taiyar Hamari Army Lyrics
Song lyrics Title = Ho gayi taiyaar hamari army
song lyrics Movie/Album Name = ARMY
Singer(s) = ALKA YAGNIK, VINOD RATHOD
Music Director(s) = Anand Milind
Lyricist(s) = Sameer
Song Lyrics
((Ho gayi taiyaar hamari army
Ho gayi taiyaar hamari army
Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army
Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army
Honsle baaroodon waale
Saans mein hai jwaala
Zindagi ne maara humko
Maut ne hai paala
Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army
Sar jhukaaye baitha kyon bhula
Mere meet muskura
Saans koi haathon mein utha
Naya geet gunguna
Aandhi ko rok le toofan ko mod de
Saare jahaan ko hum peechhe chhod de
Find More lyrics at www.sweetslyrics.com
Aage hamesha badhti hi jaayegi
Thehregi na yaar hamari army
Ho gayi taiyaar hamari army
Jaan se bhi pyaari hain humein
Ek doosre ki jaan
Ek duje ke liye sada
Honge hum yahan qurbaan
Aankhon mein khwaab hai seene mein josh hai
Khushiyon ki raat hai ab kisko hosh hai
Mudke kabhi bhi waapas na aayegi
Jeetegi sau baar hamari army
Ho gayi taiyaar hamari army
Honsle baaroodon waale
Saans mein hai jwaala
Zindagi ne maara humko
Maut ne hai paala
Ho gayi taiyaar hamari army
Maanegi na haar hamari army. .))
Posted by : {Anamika Tyagi}