Bandhan 1956 - Download Mp3 Song
Bandhan 1956
Hemchandra Chunder
Hemanta Kumar
Rajendra Krishan
Pradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal
Haseenon Ki Aankhon Ke Lyrics
Song Title = Hasino Ke Ankho Ke
Movie/album = Bandhan (1956)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = Hemchandra Chunder
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Hasino ki aankho ke dore gulabi
Hasino ki aankho ke dore gulabi
Bana denge duniya ko ek din sharabi
Haye hasino ki aankho ke dore gulabi
Bana denge duniya ko ek din sharabi
Haye hasino ki aankho ke dore gulabi
Kaha ke shisha o sagar kaha ka paimana
Jo ek nazar tumhe dekhe bane wo diwana
Hai ek ek ada sau kayamato ka jawab
Hai ek ek ada sau kayamato ka jawab
Hasin aankh to apni jagha hai maykhana
Hasin aankh to apni jagha hai maykhana
Gajab dha raha hai ye
Gajab dha raha hai ye chehara kitabi
Gajab dha raha hai ye chehara kitabi
Bana denge duniya ko ek din sharabi
Bana denge duniya ko ek din sharabi
Haye hasino ki aankho ke dore gulabi
Hasino ki aankho ke dore gulabi
Nazar ne jab se kisi ka shabab dekha hai
Zami se chand ka gora jawab dekha hai
Aji bat to ye hai ke unki mehfil me
Aji bat to ye hai ke unki mehfil me
Jise bhi dekha hai khana kharab dekha hai
Jise bhi dekha hai khana kharab dekha hai
Kayamat se bhadkar haye
Kayamat se bhadkar hui hai kharabi
Kayamat se bhadkar hui hai kharabi
Bana denge duniya ko
Bana denge duniya ko ek din sharabi
Haye hasino ki aankho ke dore gulabi
Hasino ki aankho ke dore gulabi
Dore gulabi dore gulabi...))
Posted by : {Anamika Tyagi}