Dard 1947 - Download Mp3 Song
Dard 1947
Abdul Rashid Kardar
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Shyam Kumar, Nusrat, Munawar Sultana
Ham Dard Ka Afsana Lyrics
Song Title = Hum Dard Ka Afsana
Movie/album = Dard (1947)
Singers = Shamshad Begum
Song Lyricists = Shakeel Badayuni
Music Composer = Naushad Ali
Director = Abdul Rashid Kardar
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Hum dard ka afsana duniya ko suna denge
Hum dard ka afsana duniya ko suna denge
Har dil me muhabbat ki ik aag laga denge
Har dil me muhabbat ki ik aag laga denge
Ho jayegi phir duniya aabad yatimo ki
Ho jayegi phir duniya aabad yatimo ki
Gunjegi zamane me fariyad yatimo ki
Gunjegi zamane me fariyad yatimo ki
Rote huye nagmo se toofan utha denge
Rote huye nagmo se toofan utha denge
Har dil me muhabbat ki ik aag laga denge
Sarkar-e-doalam ki ummat peh sitam kyun ho
Sarkar-e-doalam ki ummat peh sitam kyun ho
Allah key bando ko manjdhar ka gham kyun ho
Allah key bando ko manjdhar ka gham kyun ho
Islam ki kashtee ko hum paar laga denge
Islam ki kashtee ko hum paar laga denge
Ham dard kaa afsana duniya ko suna denge
Ehsan yatimo ki takdir pe kar dalo
Ehsan yatimo ki takdir pe kar dalo
Fariyad hai dil walo, fariyad hai dil walo
Fariyad hai dil walo, fariyad hai dil walo
Hum par bhi karam karna, hum tum ko dua denge
Hum par bhi karam karna, hum tum ko dua denge
Har dil me muhabbat ki ik aag laga denge...))
Posted by : {Anamika Tyagi}