Jung Aur Aman 1968 - Download Mp3 Song
Jung Aur Aman 1968
Nanabhai Bhatt
G.S. Kohli
Anjaan
Mumtaz, Dara Singh, Mohan Choti
Hai Kya Sharaarat Lyrics
Song Title = Hai Kya Shararat
Movie/Album = Jung Aur Aman (1968)
Singers = Mohammed Rafi
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = G.S. Kohli
Director = Nanabhai Bhatt
Mp3 Song Lyrics
((Hai kya shararat kya ada hai
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat
Halka halka dard jaga kar
Mere dil mein pyar ka
Kabhi palat ke hal na puchha
Haye dile bimar ka
Haye re yeh bakpan
Mathe pe kyu hai shikan
Kya baat hai janeman
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat
Baat baat par aise hasna
Baat baat par ruthna
Pyar tumhare dil mein bhi hai
Khuda bulaye jhuth na
Dil tod ke yu na ja
Sun bhi le o dilruba
Meri hai kya iltiza
Zalim ne mar dala
Tauba re yeh shararat
Kurban is ada ke
Bemaut mar dala zalim
Ne muskurake
Haye kurban meri jaan
Mar gaye re mar gaye haye
Tauba re yeh shararat...))
Posted by : {Anamika Tyagi}