Hanste Zakhm 1973 - Download Mp3 Song
Hanste Zakhm 1973
Chetan Anand
Madan Mohan Kohli
Kaifi Azmi
Navin Nischol, Priya Rajvansh, Balraj Sahni
Haan Yeh Mana Meri Jaan Lyrics
Song Title = Haan Yeh Mana Meri Jaan
Movie/album = Hanste Zakhm (1973)
Singers = Mohammed Rafi, S.Balbir
Song Lyricists = Kaifi Azmi
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = Chetan Anand
Mp3 Song Lyrics
((Hai re tauba
Hai re tauba yeh jawanee yeh jawanee kaa garur
Ishk ke samne phir bhee sar jhukana hee pada
Kaisa kahete the naa aayenge
Kaisa kahete the naa aayenge
Magar dil ne iss tarah pukara tumhe aana hee pada
Han yeh mana meree jan mohabat saja hai
Han yeh mana meree jan mohabat saja hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Woh ek bekararee jo abtak idahar thee
Woh hee bekararee udhar kis liye hai
Abhee tak toh idhar thee udhar kisliye hai
Kisliye hai han kisliye hai
Han yeh mana meree jan mohabat saja hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Bahelna naa jane badalna naa jane
Tamana machal ke sambhalna najane
Tamana machal ke sambhalna najane
Bahelna naa jane badalna naa jane
Tamana machal ke sambhalna najane
Tamana machal ke sambhalna najane
Karib aur aao kadam toh badhao
Juka du naa me sar toh sar kis liye
Juka du naa me sar toh sar kis liye
Han yeh mana meree jan mohabat saja hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Najare bhee dekhe ishare bhee dekhe
Kai khubsurat sahare bhee dekhe
Kai khubsurat sahare bhee dekhe
Najare bhee dekhe ishare bhee dekhe
Kai khubsurat sahare bhee dekhe
Nam kya chij hai ijjat kya hai, sone chandee kee hakikat kya hai
Lakh bahalaye koyee daulat se, pyar ke samne daulat kya hai
Najare bhee dekhe ishare bhee dekhe
Kai khubsurat sahare bhee dekhe
Kai khubsurat sahare bhee dekhe
Jo maikhene jake me sagar uthao
Toh phir yeh nasili najar kisliye hai
Toh phir yeh nasili najar kisliye hai
Han yeh mana meree jan mohabat saja hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Tumhi ne savanra tumhi ne sajaya
Mere sune dil ko tumhi ne basaya
Mere sune dil ko tumhi ne basaya
Tumhee ne savanra tumhi ne sajaya
Mere sune dil ko tumhi ne basaya
Jis chaman se bhee tum gujar jao, har kali par nikhar aajaye
Ruth jo toh ruth jai khuda, aur jo has do toh bahar aa jaye
Tumhee ne savanra tumhee ne sajaya
Mere sune dil ko tumhi ne basaya
Mere sune dil ko tumhi ne basaya
Tomhare kadam se hai ghar me ujala
Agar tum nahee toh yeh ghar kis liye hai
Agar tum nahee toh yeh ghar kis liye hai
Han yeh mana meree jan mohabat saja hai
Maja isme itana magar kisliye hai
Woh ek bekararee jo abtak idahar thee
Woh hee bekararee udhar kis liye hai
Woh hee bekararee udhar kis liye hai...))
Posted by : {Anamika Tyagi}