Dharam Kanta 1982 - Download Mp3 Song
Dharam Kanta 1982
Sultan Ahmed
Naushad Ali
Majrooh Sultanpuri
Raaj Kumar, Rajesh Khanna, Jeetendra
Ghunghroo Toot Gaye Lyrics
Song Lyrics Title = Ghungroo Toot Gaye
Song Lyrics Movie = Dharam Kanta
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Naushad Ali
Director = Sultan Ahmed
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Salim tere jaha ki har rasam chod di hai
Sarmo haya ki maine janjir tod di hai
Maine chod di sabki laz
Maine chod di sabki laz
Mai aisa jhum ke nachi aaj
Ke ghunghru tut gaye
Hoo ke ghunghru tut gaye
Maine chod di sabki laz
Maine chod di maine chod di
Maine chod di sabki laz
Mai aisa jhum ke nachi aaj
Ke ghunghru tut gaye
Haay re ke ghunghru tut gaye
Takrayi jo apne dibar se
Dil dhadka mohabbat ke dar se
Takrayi jo apne dibar se
Dil dhadka mohabbat ke dar se
Baho me jo usne gher liya
Kuch kar na saki muh fer liya
Baho me jo usne gher liya
Kuch kar na saki muh fer liya
Mohe lut gaya ek chor ke padi mai aisi kamjor
Ke ghunghru tut gaye
Ke ghunghru tut gaye
Kyu aaj jamane se darna
Ruswayi ka gum bhi kya karna
Kyu aaj jamane se darna
Ruswayi ka gum bhi kya karna
Hasna ke aasu pina hai
Ek rat mujhe to jina hai
Hasna ke aasu pina hai
Ek rat mujhe to jina hai
Mai chali piya ki or
Jawani aisi hai ruh jor
Ke ghunghru tut gaye
Ke ghunghru tut gaye
Rahta tha jo mere khwabo me
Taswir thi jiski aankho me
Rahta tha jo mere khwabo me
Taswir thi jiski aankho me
Baje hai kahi bhi sahnayi
Mai samjhi milan ki rat aayi
Baje hai kahi bhi sahnayi
Mai samjhi milan ki rat aayi
Mai aisi hui behal
Mai aisi hui behal
Kuch aisi uljhi meri chal
Ke ghunghru tut gaye
Ghunghru re ghunghru re
Ghunghru re
Ke ghunghru tut gaye
Kuchh der ka ye afsana hai
Bas dil ko yahi samjhana hai
Kuchh der ka ye afsana hai
Bas dil ko yahi samjhana hai
Jajir mai jisse ghayal thi
Dunia ki najar me payal thi
Jajir mai jisse ghayal thi
Dunia ki najar me payal thi
Wo kat gayi aaj janjir
Maine chalaya aisa teer
Ke ghunghru tut gaye
Maine chod di sabki laz
Mai aisa jhum ke nachi aaj
Ke ghunghru tut gaye
Ke ghunghru tut gaye...))
Posted by : { Anamika Tyagi }