Iqraar By Chance 2006 - Download Mp3 Song
Iqraar By Chance 2006
K. Ravi Shankar
Sandesh Shandilya
Mehboob Kotwal
Shilpa Anand, Amarjeet Shukla, Rahul Dev, Arbaaz Khan
Ghoonghat Na Khol Lyrics
Song Title = Ghoonghat Na Khol
Movie/album = Iqraar By Chance (2006)
Singers = Shabab Sabri, Sonu Kakkar
Song Lyricists = Mehboob Alam Kotwal
Music Director = Sandesh Shandilya
Director = K. Ravi Shankar
Mp3 Song Lyrics
((Saiyya saiyya chudi pe likhu
Phir baachu gaanv gaanv
Kya saiyya tujhko yaad hai woh tune pehli pehli baar mein jo mujhe
dekha tha
Gaanv ke peechhe neem ke neeche kya apne mere baare mein socha tha
Phir baapu se mera haath liya shaadi ka bandhan baandh diya
Phir beech bhanvar mein chhod ke mera tod diya sapana
Ghoonghat na khol ghoonghat na kholiyo sajana
O harjaai o saudaai kyon beech bhanvar mein chhod ke mera tod diya
sapana
Ghoonghat na kholiyo sajana
Ghoonghat na kholiyo sajana
Saavan bhaado bin beet gaya baisaakhi mela beet gaya bedardi piya
Titlisi main naach nachi birhaa agni mein raat kati kya haal kiya
Joban aangan mein yu tha pada kachhi maati ka jaise ghada
Chhude ne meri kalaai ne ab chhod diya sajana
Haai ghoonghat na kholiyo
Ghoonghat na kholiyo haai ghoonghat na kholiyo sajana
Mujhe khabar hai tune sautan sang khela tha jhoom ke holi rang
baake baalam
Arr jo ungli teri ghee mein thi kaali kalmuhi dil mein thi kya tha
aalam
Panghat pe sakhiyaan baat kare chhuriya si mere dil pe chali
Jaa nirmohi ab mujhko tere rang nahi rangna haai
Ghoonghat na kholiyo sajana
Ho patila thaaro gorbandh nakhraalo
Ho patila thaaro gorbandh nakhraalo
Ho patila thaaro gorbandh nakhraalo
Ho patila thaaro gorbandh nakhraalo
Aankhon mein jhaank ke dekh jara hai mann mein tera pyar bhara sun
baanwariya
Mere dil mein kya hai kaise kahu main ban ke tere paaon mein rahu
teri jaanjhariya
Kanwale tera baandh uda tu kaan ko apne dekh zara
Main saancha preetam tera hoon tu meri hasi makhani
Ghoonghat toh
Ghoonghat toh kholiyo sajani
Ghoonghat toh kholiyo sajani
O harjaai o saudaai kyon beech bhanvar mein chhod ke mera tod diya
sapana
Ghoonghat na kholiyo sajana
Ghoonghat toh kholiyo sajani
Saiyya saiyya chudi pe likhu
Phir baachu gaanv gaanv
Saiyya hai anmol mora lage nako na bhaanv...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}