Ilzaam 1986 - Download Mp3 Song
Ilzaam 1986
Shibu Mitra
Bappi Lahiri
Anjaan
Shashi Kapoor, Shatrughan Sinha, Raj Kiran
Duniya Ki Aisi Ki Taisi Lyrics
Song Lyrics Title = Duniya Ki Aisi Ki Taisi
Song Lyrics Movie = Ilzaam (1986)
Singers = Asha Bhosle, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Shibu Mitra
Mp3 Song Lyrics
((Aye pyar kiya hai, pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Arey, pyar kiya hai, pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Dil diya, dil liya to bura kya kiya
Hey pyar kiya hai, pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Chhupke gunah to duniya kare
Pyar ke sar ilzam lage
Arey, chhupke gunah to duniya kare
Pyar ke sar ilzam lage
Chal pe chal zamana chale
Tohamat yaar ke naam lage
Ha, ab to bharam ye tut chuka hai
Ab to bharam ye tut chuka hai
Duniya ye duniya hai kaisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Dil diya, dil liya to bura kya kiya
Ha pyar kiya hai, pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Pyar ka kyu koi mol kare
Pyar to pyar hai soda nahi
Pyar ka kyu koi mol kare
Pyar to pyar hai soda nahi
Yaar ka pyar kharide yaha
Aisa huya koi paida nahi
Apne lahu ka soda kare ye
Apne lahu ka soda kare ye
Duniya ye duniya hai aisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Dil diya, dil liya to bura kya kiya
Ha ha ha
Hey pyar kiya hai, pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Pyar pe juram to hote rahe
Aaj nahi sadiyo se yaha
Pyar pe juram to hote rahe
Aaj nahi sadiyo se yaha
Pyar ye marke bhi zinda rahe
Pyar mita ye mita hai kaha
Hey, suli chada de zinda jala de
Suli chada de zinda jala de
Zulamo ki parwah hai kaisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Dil diya, dil liya to bura kya kiya
Ha ha ha
Hey pyar kiya hai, pyar karege
Duniya se ab to hum na darege
Duniya ki aisi ki taisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi
Duniya ki aisi ki taisi
Arey, duniya ki aisi ki taisi...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}