Chand 1944 - Download Mp3 Song
Chand 1944
D.D. Kashyap
Bhagatram Batish, Husnlal
Qamar Jalalabadi
Shashikala
Do Dilon Ko Yeh Duniya Lyrics
Song Title = Do Dilo Ko Yeh Duniya
Movie/album = Chand (1944)
Singers = Manju Das
Song Lyricists = Qamar Jalalabadi
Music Director = Bhagatram Batish, Husnlal Batish
Director = D.D. Kashyap
Mp3 Song Lyrics
((Do dilo ko yeh duniya milne hi nahi deti
Do dilo ko yeh duniya milne hi nahi deti
Aashao ki kaliyo ko khilane hi nahi deti
Aashao ki kaliyo ko khilane hi nahi deti
Ik bag me kya dekha
Ik bag me kya dekha bulbul wahan rota tha
Ik bag me kya dekha bulbul wahan rota tha
Aur pas khada mali kuchh har pirota tha
Aur pas khada mali kuchh har pirota tha
Dil chir key ik phul kaa
Dil chir key ik phul kaa kush kitna woh hota tha
Bulbul tha tadap jata jab sui chabhota tha
Dukh sah naa saka bulbul
Dukh sah naa saka bulbul kuchh kah naa saka bulbul
Phir behne lage aansu aur kehne lage aansu
Phir behne lage aansu aur kehne lage aansu, kya?
Do dilo ko yeh duniya milne hi nahi deti
Aashao ki kaliyo ko khilane hi nahi deti
Do dilo ko yeh duniya milne hi nahi deti
Tum mujhase yeh phuchho ge
Tum mujhase yeh phuchho ge kya phul ki halat thi
Rutha huwa mali tha bigadi huyi kismat thi
Rutha huwa mali tha bigadi huyi kismat thi
Aankho me toh aansu the
Aankho me toh aansu the bechain tabiyat thi
Sunsan tha dil usaka barabad muhabbat thi
Bulbul se juda ho kar
Bulbul se juda ho kar mali se kafa ho kar
Mali se kafa ho kar
Kanton me laga rahane aur phul laga kehne
Kanton me laga rahane aur phul laga kehne, kya?
Do dilo ko yeh duniya milne hi nahi deti
Aashao ki kaliyo ko khilane hi nahi deti
Do dilo ko yeh duniya milne hi nahi deti...))
Posted by : { Anamika Tyagi }