Nadiya Ke Par 1948 - Download Mp3 Song
Nadiya Ke Par 1948
Kishore Sahu
Ramchandra Narhar Chitalkar
Moti B. A.
Dilip Kumar, Kamini Kaushal
Dil Leke Bhaga Lyrics
Song Title = Dil Leke Bhaga
Movie/Album = Nadiya Ke Paar (1948)
Singers = Lalita Deulkar
Song Lyricists = Moti B. A.
Music Director = Ramchandra Narhar Chitalkar
Director =Kishore Sahu
Mp3 Song Lyrics
((Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Chori chori dil ko churaya main jaanu na
Chori chori dil ko churaya main jaanu na
Mithi mithi baaton mein jiya
Bharmaya main jaanu na
Mithi mithi baaton mein jiya
Bharmaya main jaanu na
Baatein banaayi aankhein milayi
Bhole bhaale dil ko fasaaye lio jaaye
Haay haay bhole bhaale dil ko fasaye lio jaaye
Lalchaye tarsaye haay haay jaane na
Kaliyon ka ras leke bhanwara re bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Dil leke bhaaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Laakh kahan dil ne toh phir bhi main mani na
Laakh kahan dil ne toh phir bhi main mani na
Kahu se bhi dil na lagana main mani na
Kahu se bhi dil na lagana main mani na
Aisi jawani andhi deewaani,
Thokar pe thokar lagaayi chali jaaye
Haay re thokar pe thokar lagayi chali jaaye
Tadpaaye jiya jaaye haay haay jaane na
Aankhein churaake woh apane se bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga
Pehali najar mein huyi main deewani
Pehali najar mein huyi main deewani
Lad gaye naina ho gayi yeh naadani
Lad gaye naina ho gayi yeh naadani
Abb toh inn aankhon se behata hai paani
Paapi more jiyara piya ko bulaaye
Paapi more jiyara piya ko bulaaye
O sataaye ghabraaye haay haay jaane na
Aisi musibat mein chhod ke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laaga
Dil leke bhaga daga deke bhaga
Kaise bedardi se dil mera laga..))
Posted by : {Anamika Tyagi}