Gateway of India 1957 - Download Mp3 Song
Gateway of India 1957
J. Om Prakash
Madan Mohan Kohli
Rajendra Krishan
Bharat Bhushan, Pradeep Kumar, Madhubala
Dekhta Chala Gaya Main Zindagi Lyrics
Song Title =Dekhta Chala Gaya
Movie/album = Gateway Of India (1957)
Singers = Johnny Walker, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Madan Mohan Kohli
Director = J. Om Prakash
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Dekhta chala gayaa
Main zindagi ki raah mein
Har koyi qadam qadam pe
Mast hai gunaahon mein
Tu bhi ek gunaah kar
Ae dil kisi ki chaah kar
Dekhta chala gayaa
Main zindagi ki raah mein
Koyi kahegaa kya
Koyi sunegaa kya
Kisi ke bhi kahe sune se
Teraa waasta hai kya
Khayaal zulf e yaar kar
Ye lo
Khayaal zulf e yaar kar
Nazar ko beqaraar kar
Nahin hoti
Idhar udhar pade qadam
Tu kar na gham
Na soch zindagi mein
Teraa raastaa hai kya
Haan
Dekhta chala gayaa
Main zindagi ki raah mein
Ye chaand ki haseen shamma
Aaj tere haath hai
Kya baat hai
Badaa haseen saath hai
Haseen hoon main
Jawaan hai tu
Magar bataa kahaan hai tu
Jahaan hoon main
Wahaan to zindagi
Nashe mein choor hai
Saroor hi saroor hai
Teri nazar ka noor hai
Zara qareeb aa mere
Arre apna bhi majboor hai
Aur tu bahot hi door hai
Dekhta chala gayaa
Main zindagi ki raah mein
Har koyi qadam qadam pe
Mast hai gunaahon mein
Tu bhi ek gunaah kar
Zindagi tabaah kar
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
Suraahi jhoomne lage
Payaale muskuraa pade
Suraahi jhoomne lage
Payaale muskuraa pade
Pahunch gayee hoon aasmaan pe
Kis tareh khade khade
Chal jhhoothi
Yeh khwaab ya khayaal hai
Nahin nai
Yeh jaam ka kamaal hai
Yeh jaam ka kamaal hai
Ye cheez be misaal hai
Bahot achche
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
Har koyi qadam qadam pe mast hai gunaahon mein
Tu bhi ek gunaah kar
Ae dil kisi ki chaah kar
Dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
La lalalla la la la lalla la
La lalalla la la la lalla lala...))
Posted By : {Anamika Tyagi}