Mela 1971 - Download Mp3 Song

Mela 1971
Prakash Mehra
Rahul Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Sanjay Khan, Feroz Khan, Mumtaz
Dekho Re Hua Lyrics
Song Title = Dekho Re Hua
Movie/Album = Mela (1971)
Singers = Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Prakash Mehra
Mp3 Song Lyrics
((Dekho re hua lahu se lahu kaise juda
Dekho re hua lahu se lahu kaise juda
Dono tukde ek hi dil ke
Bichhade aise ke nahi milte
Dekho re hua lahu se lahu kaise juda
Phul khile do sath magar haye
Aise bhi mali aankh na miche
Phul khile do sath magar haye
Aise bhi mali aankh na miche
Ek to mahke lag ke gale se
Ek pada kahi pawo ke niche
Khel hai kismat ka
Dekho re hua lahu se lahu kaise juda
Dono tukde ek hi dil ke
Bichhade aise ke nahi milte
Dekho re hua lahu se lahu kaise juda
Kaisa ujala hai ye na jane
Hath ko hath nahi pahchane
Kaisa ujala hai ye na jane
Hath ko hath nahi pahchane
Achraj hai kitna
Dekho re hua lahu se lahu kaise juda
Kaisa milan hai aaj ek bhai
Bhai ko yu sine se lagaye
Jaise ke apne hatho me koi ho
Apni hi laash uthaye
Chale sanso me chita
Khel hai kismat ka
Dekho re hua lahu se lahu kaise juda...))
Posted by : {Ritu Kesharwani}