Anari 1959 - Download Mp3 Song
Anari 1959
Hrishikesh Mukherjee
Jaikishan , Shankar
Hasrat Jaipuri
Raj Kapoor, Nutan, Motilal
Ban Ke Panchi Lyrics
Song Lyrics Title = Ban ke panchi
Movie / Album Name = Anari 1959
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Hrishikesh Mukherjee
Music Label = Saregama
Mp3 Song Lyrics
((Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan
Ho o o
Ho o o
Aayin haseenon ki toliyaan
Aa haa haa
Aayin haseenon ki toliyaan
Aa haa haa
Bolen piyaa-milan ki boliyaan
Manzil pe aaye koyi nainaa milaaye koyi
Bhar de ye ulfat ki jholiyaan
Manzil pe aaye koyi nainaa milaaye koyi
Bhar de ye ulfat ki jholiyaan
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan
Kheton pe chhaayin jawaaniyaan
Aa haa haa
Kheton pe chhaayin jawaaniyaan
Aa haa haa
Patton pe likhin kahaaniyaan
Phoolon ki daal jaise rangeen roomaal
Koyi de-de hamen bhi nishaaniyaan
Phoolon ki daal jaise rangeen roomaal
Koyi de-de hamen bhi nishaaniyaan
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Ban ke panchhi gaayen pyaar kaa taraanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
Mil jaaye agar aaj koyi saathi mastaanaa
To jhoomen ye dharti aur jhoome aasmaan...))
Posted by : {Anamika Tyagi}