Neela Aasmaan 1958 - Download Mp3 Song

Neela Aasmaan 1958
None
Kishore Kumar
Kishore Kumar
None
Akela Hoon Main Is Jahan Lyrics
Song Title = Akela Hoon Main Is Jahan
Movie/album = Neela Aasmaan (1958)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Kishore Kumar
Music Director = Kishore Kumar
Mp3 Song Lyrics
((Akela hoon main is jahaan mein
Akeli meri daastaan
Na manzil koi na saathi koi
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan
Meri raat ka ek saathi
Yahi chaand ka kaarwaan
Chaloon to chalein
Rukoon to rukein
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan
Mera hamsafar mera saaya
Mera meherbaan raazdaan
Na iska koi na mera koi
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan
Ye dariya ye maujein ye saahil
Ye chhalki hui mastiyaan
Hain aati nazar kuchh kami si magar
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan
Akela hoon main is jahaan mein
Akeli meri daastaan
Na manzil koi na saathi koi
Jaane kya ye neela aasmaan
Kya khabar kya pataa
Jaa raha hoon main kahaan
Jaa raha hoon main kahaan.))
Posted by : {Anamika Tyagi}