Nafrat Ki Aandhi 1989 - Download Mp3 Song
Nafrat Ki Aandhi 1989
Mehul Kumar
Bappi Lahiri
Indeevar
Dharmendra, Jeetendra, Madhavi, Anita Raj
Sapna Sapna Apna Hai Lyrics
Song Title = Sapna Sapna Apna Hai
Movie/Album = Nafrat Ki Aandhi (1988)
Singers = Chandrani Mukherjee, Nitin Mukesh, Shabbir Kumar
Song Lyricists = Indeevar
Music Composer = Bappi Lahiri
Director = Mehul Kumar
Mp3 Song Lyrics
((Phere huye bhar padi sinduri bandan juda
Sato zanam ho sath hum milkar ye wada kiya
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Ho phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
O madhur milan mein do sanso ka
Sangam jab ho jaye
Tann par bikhare pyar ki rangat
Mann mein ujala chhaye
Do tann mile do mann mile
Ho shuru phir ek safar naya
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Milkar dil ke do humrahi jin raho se jaye
Ho un raho par pyar ke mausam
Phul hi phul bichhaye
Jhume lahar gaye hawa koi nagma pyar ka
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Ho sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Ho phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Kal dekhe the jo bhi sapne aaj huye wo pure
Tu jo mila to pure hue ha tere bina the adhure
Ye jaa rahe ya na rahe
Kabhi honge na ab hum zuda
Sapna sapna apna hai yahi ek sapna
Sajna sajna apna bhi yahi hai sapna
Ho phulo ke gaon mein pyar ki chhao mein
Pyara sa ho koi ghar apna
Sapna sapna apna tha yahi ek sapna..))
Posted by : {Anamika Tyagi}