Refugee 2000 - Download Mp3 Song
Refugee 2000
J. P. Dutta
Anu Malik
Javed Akhtar
Jackie Shroff, Sunil Shetty, Abhishek Bachchan, Kareena Kapoor
Panchhi Nadiyan Pawan Lyrics
Song Title = Panchhi Nadiyan Pawan
Movie/album = Refugee (2000)
Singers = Alka Yagnik, Sonu Nigam
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Anu Malik
Director = Jyoti Prakash Dutta
Mp3 Song Lyrics
((Uparwaale ne mohabbat ke sadke mein
Hum sab ke liye yeh dharati banaayi thi
Par mohabbat ke dushmano ne, isapar lakeere khichkar
sarhade bana di
Main jaanata hoon, woh log tumhe iss paar nahi aane
denge
Magar yeh pawan jo tumhaare yaha se hokar aayi hai
Tumhe chhukar aayi hogi
Main ise saans banaakar apne sine mein bhar lunga
Yeh nadiya jispar jhukkar tum paani kiya karte ho
Main isake paani se apne pyaase honto ko bhigon lungi
Samjhungi tumhaare honton ko chhu liya
Panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke
Sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya
paya insan hoke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke
Sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya
paya insan hoke
Jo hum dono panchchhi hote, tairte hum is neel gagan
mein pankh pasare
Saari dharti apni hoti, apne hote saare najare
Khuli fizao mein udate
Khuli fizao mein udate
Apane dilo mein hum saara pyar samaake
Panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke
Sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya
paya insan hoke
Jo main hoti nadiya aur tum pawan ke jhonke to kya hota
Jo main hoti nadiya aur tum pawan ke jhonke to kya hota
Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhute hain
Pawan ke jhonke nadi ke tan ko jab chhute hain
Lehare hi lehare banti hain, hum dono jo milte to kuch
aisa hota
Sab kehte ye lehar lehar jaha bhi jaaye inko na koi
toke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe roke
Sarhad insano ke liye hain, socho tumne aur maine kya
paya insan hoke
Panchhi nadiya pawan ke jhonke, koi sarhad na inhe
roke..))
Posted by : {Ritu Kesharwani}