Na Ghar Ke Na Ghaat Ke 2010 - Download Mp3 Song
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke 2010
Rahul Aggarwal
Lalit Pandit
Mudassar Aziz
Rahul Aggarwal, Paresh Rawal, Om Puri, Ravi Kishan, Narayani Shastri, Neena Gupt
Na Ghar Ke Na Remix Lyrics
Song Title = Na Ghar Ke Na Remix
Movie/Album = Na Ghar Ke Na Ghaat Ke (2010)
Singers = Remo Fernandes
Song Lyricists = Mudassar Aziz
Music Director = Lalit Pandit
Director = Rahul Aggarwal
Mp3 Song Lyrics
((Aa Gaye Mumbay Ke Sagar Mein Gaon Ki Naiya
Par Iss Root Ki Sabi Lineay Viyast Hai Bhaiya
Aa Gaye Mumbay Ke Sagar Mein Gaon Ki Naiya
Par Iss Root Ki Sabi Lineay Viyast Hai Bhaiya
Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na, Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Vasudeva Mumbai Deva Vasudeva
Badli Hai Aap Hawa, Badal Gaye Hain Nazare
Ye Signal Ye Local, Dost Hai Naye Tumhare
Naa Zyada Sun Na, Naa Zyada Boli Na
Paane Mein Hawa Bhi Kum Le Saans Bhi Pyare
Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na, Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Apna Woh Hota Nahin Jo Apna Lagta Hai
Wrong Hai Right, Jaib Hai Tight, Lekin Sab Chalta Hai
Rasta Hai Seedha Jo Tu Tedha Chale
Yahan To Matlab Se Suraj Aur Chaand Nikalta Hai
Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na, Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Kaale Kaale Coat, Hare Hare Note
Taxian Kaali Peeli
Technicolor Hai Ye Sehar, Baate Iski Rangeeli
Lekin Khushiyon Ka Color Hai Kaun Sa
Tu Pehchane Ye To Bas Zindagi Jee Lee
Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na, Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Aa Gaye Mumbay Ke Sagar Mein Gaon Ki Naiya
Par Iss Root Ki Sabi Lineay Viyast Hai Bhaiya
Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na, Mehnga Padh Gaya Sapne Bun Na
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna
Na Ghar Ke Na Ghaat Ke Munna...))
Posted by : {Anamika Tyagi}