Shaadi 1962 - Download Mp3 Song
Shaadi 1962
R Krishnan, S Panju
Chitragupt
Rajinder Krishan
Dharmendra, Saira Banu, Manoj Kumar, Balraj Sahni
Log To Baat Ka Lyrics
Song Title = Log To Baat Ka
Movie/Album = Shaadi (1962)
Singer = Mohammed Rafi, Manna Dey
Lyricist = Rajendra Krishan
Music Director = Chitragupt
Film Director = Krishnan Panju
Mp3 Songs Lyrics
((jisko jalne ki na parvah ho
vo parvana hai
shama ke husn ka sunte hai
ke divana hai
vakya kya hai vakya kya hai
koi isse khabrdar nahi
ek jutha sa afsana hi afsana hai
log to bat ka log to bat ka
afsana bana deta hai
log to bat ka log to bat ka
afsana bana deta hai
ache acho ko ache acho ko
ache acho ko aji ha ache acho ko
ye divana bana dete hai
divana bana dete hai
log to bat ka afsana bana deta hai
ache acho ko ye divana bana dete hai
shama se pucha ye ek roj o nure mahfil
kya khuda ne tujhe baksha nahi ulfat bhara dil
jo gale tujhse mile usko jala deti hai
jo gale tujhse mile usko jala deti hai
chahne vale ki hasti hi mita deti hai
chahne vale ki hasti hi mita deti hai
shama ne aag rakhi shama ne aag rakhi
sar pe kasam khane ko
bakhuda maine jalaya nahi parvane ko
log to bat ka afsana bana deta hai
ache acho ko ye divana bana dete hai
log to bat ka log to bat ka
aji hal og to ha ha ji bat ka
log to bat ka bat ka bat ka
log to bat ka afsana bana deta hai
afsana bana deta hai
log to bat ka afsana bana deta hai
afsana bana deta hai
ache acho ko ye divana bana dete hai
kaha ye shama ne parvana mujhpe marta hai
adal se meri mohabbat ka dam ye bharta hai
kisi hashin ki mahfil ho ya ho virana
kisi hashin ki mahfil ho ya ho virana
jaha jaha mai jalu aahi jaias divana
jaha jaha mai jalu aahi jaias divana
hajar bar ye ha ha ha hajar bar ye
samaja hi chuki ke aag hu mai na khel mujhse
mohabbat ke hak me nag hu mai
parvane ka bas ak rag
tera husn aag mera ishk aag
parvane ka bas ak rag
tera husn aag mera ishk aag
parvane ka parvane ka aji ha ha
bas ak rag bas ak rag
tera husn aag mera ishk aag
tera husn aag mera ishk aag
parvane ka bas ak rag
tera husan aag mera ishk aag
tera husan aag mera ishk aag
pucha parvane se nadan tu kyo jalta hai
mot jis rah me hai uspe tu kyo chalta hai
shama ne kya tujhe samjhaya nahi
bola samjhaya to hai
shola kya tujhko najar aaya nahi
bola ji aaya to hai
jindagi se tujhe nafrat kyo hai
bola nafrat kasi hai
shama se phir tujhe ulfat kyo hai
bola ulfat kaisi
shama se mujhko mohabbat ho ye namumkin hai
aisi kambhakht ki chahat ho ye namumkin hai
nur uska mujhe ak aankh nahi bhata hai
iske jalne se kaleja mera jal jata hai
meri mahbub ko ye mujhse juda karti hai
meri dusman hai meri dusman hai
sare sham jala karti hai
mai to aashik hu mai to aashik hu
rat ki syahi ka
saham pagam meri tabai ka
saham pagam meri tabai ka
mai to aashik hu rat ki siai ka
mai to aashik hu
bat kah di hai sach sach yakin kijia
jo na aai yakin ye sabut lijia
sahma din ko jale sahma din ko jale to mai aata nahi
iske jalne se mai tilmita nahi
mai to aashik hu mai to aashik hu
mai aashik hu aashik hu aashik hu aashik hu
aashik hu rat ki siai ka
mai to aashik hu mai to aashik hu
rat ki siai ka
mai to aashik hu
log to bat ka afsana bana deta hai
ache acho ko ye divana bana dete hai))
Posted by : {Ritu Kesharwani}