Ghar Ki Izzat 1948 - Download Mp3 Song
Ghar Ki Izzat 1948
Ram Daryani
Govind Ram
Ishwar Chandra Kapoor
Gope, Jeevan, Dilip Kumar
Bane Hai Humto Ghar Jawai Lyrics
Song Title = Bane Hai Humto Ghar Jawai
Song Lyrics Movie = Ghar Ki Izzat (1948)
Singers = Ram Kamlani
Song Lyricists = Ishwar Chandra Kapoor
Music Composer = Govind Ram
Director = Ram Daryani
Mp3 Song Lyrics
((Bane hai ham to ghar jamai
Bane hai ham to ghar jamai
Ghar jamai bankar hamne ye ijat payi
Bane hai ham to ghar jamai
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar
Ha ho jasu tyar
Subah savere pakad ke ishti
Ho jasu tyar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Ha biwi ki salwar
Sasur ka kurta
Saas ki sari
Biwi ki salwar
Banke dhobi karu ishtri
Ye hai meri kamai
Bane hai ham to ghar jamai
Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Apni tankha paye
Har pehli ko ghar ke naukar
Apni tankha paye
Ham lalchai najaro se unko dekhe jaye
Ham lalchai najaro se unko dekhe jaye
Jeb mein mere nahi ke payi
Jeb mein mere nahi ke payi
Bane hai ham to ghar jamai
Kabhi jo saas kahe bajar se sauda la de
Kabhi jo saas kahe bajar se sauda la de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Katu jitna kata jaye
Haath apne dikhla de
Yahi hatho ki hai safai
Bane hai ham to ghar jamai
Ghar jamai banana hai to baaat meri ek mano
Ghar jamai banana hai to baaat meri ek mano
Saas sipai sasur daroga
Joru afsar jano
Phir milegi tumko dud malai
Milegi tumko dud malai
Dudh malai khake hamne ye hai sehat payi
Bane hai ham to ghar jamai.....))
Posted by : {Anamika Tyagi}