Daata 1989 - Download Mp3 Song
Daata 1989
Sultan Ahmed
Anandji, Kalyanji Virji Shah
Anjaan
Mithun Chakraborty, Shammi Kapoor, Padmini Kolhapure, Suresh Oberoi, Supriya Pat
Babul Ka Ghar Female Lyrics
Song Title = Babul Ka Ghar Female
Movie/Album = Daata (1989)
Singer(s) = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Mp3 Song Lyrics
((babul ka yeh ghar behna
kuch din ka thikana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai
banake dulhan ek din
tujhe piya ghar jaana hai
banake dulhan ek din
tujhe piya ghar jaana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai
baapu teri bagiya ke
main to woh kali hu re
baabul teri bagiya ke
main to woh kali hu re
chhod teri bagiya mujhe
ghar piya ke jana hai
kyo chhod teri bagiya mujhe
ghar piya ke jana hai
beti ghar babul ke
kissi aur ki amanat hai
beti ghar babul ke
kissi aur ki amanat hai
dastur duniya ka
hum sab ko nibhana hai
haan dastur duniya ka
hum sab ko nibhana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai
maiya tere anchal ki
main hu kaisi gudiya re
maiya tere anchal ki
main hu kaisi gudiya re
tune mujhe janam diya
tera ghar kyu begana hai
maiya tune mujhe janam diya
tera ghar kyu begana hai
maiya pe kya beet rahi
behna tu ye kya jaane
maiya pe kya beet rahi
behna tu ye kya jaane
kaleje ke tukde ko
ro ro ke bhulana hai
kaleje ke tukde ko
ro ro ke bhulana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai
bhaiya tere anganaa ki
main kaisi chidiya re
ho bhaiya tere anganaa ki
main kaisi chidiya re
raat bhar besara hai
subha udd jaana hai
raat bhar besara hai
subha udd jaana hai
yaade tere bachpan ki
ham sab ko rulayngi
yaade tere bachpan ki
ham sab ko rulayngi
phir bhi teri doli ko
kaandha to lagana hai
behna teri doli ko
kaandha to lagana hai
babul ka yeh ghar gori
kuch din ka thikana hai.....))
Posted by : {Ritu Kesharwani}