Aakhri Adaalat 1988 - Download Mp3 Song
Aakhri Adaalat 1988
Rajiv Mehra
Anu Malik
Anjaan
Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Jackie Shroff, Sonam
Aaj Nahin To Kal Lyrics
Song Lyrics Title = Aaj Nahin To Kal
Song Lyrics Movie = Aakhri Adaalat 1988
Singers = Alisha Chinai, Anu Malik
Song Lyricists = Anjaan
Music Composer = Anu Malik
Music Director = Anu Malik
Director = Rajiv Mehra
Music Label = T-Series
Starring = Vinod Khanna, Dimple Kapadia, Jackie Shroff
Mp3 songs
He aaj nahin to kal aaoge tum idhar
Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar
Main dil na tumako dungi
Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi
O deewani gulabadan kar na deewanapan
Aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga
Main dil na tumko dunga
Tumse ye kahunga kunwara hi rahunga
He aaj nahin to kal aaoge tum idhar
Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar
Main dil na tumako dungi
Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi
Mud ke dekh to idhar
Ja re ja ja udhar
Dil se dil ki baat kar
Chup bhi kar baith udhar
Kyon khafaa hai is kadar
Kha gayi mera sar
Dekh main to ro padungi haan haan..
Are re mere pichhe kyon padi
Tujhape main mar miti
He raah roke kyon khadi
Paas aa do ghadi
Lagati kya hai tu meri?
Tu meri zindagi
Itna pyaar na jata re ja ja..
He aaj nahin to kal aaoge tum idhar
Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar
Main dil na tumako dungi
Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi
O deewani gulabadan kar na deewanapan
Aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga
Main dil na tumko dunga
Tumse ye kahunga kunwara hi rahunga
He chahati hu main tujhe
Ye mujhe hai pata
Pyaar kar tu mujhe
Ye bharam hai tera
Chhodungi na main tujhe
Zidd na kar maan ja
Bin tere na ji sakungi haan haan haan..
He rog dil ko na laga
Rog to lag chuka
Ishq ye hai ik balaa
Hai balaa to bhi kya
Main akela hi bhala
Mera phir hoga kya?
Tera jo bhi hoga hoga ja ja..
He aaj nahin to kal aaoge tum idhar
Kahoge mujhse pyaar kar kahungi jaa udhar
Main dil na tumako dungi
Tumase ye kahungi kunwari hi rahungi
O deewani gulabadan kar na deewanapan
Aur bhi hain dilruba kahin bhi dil laga
Main dil na tumko dunga
Tumse ye kahunga kunwara hi rahunga.
Posted by : {Anamika Tyagi}